YouTube Ke Liye Sabse Best Cheapest Microphone
Hi Friends,
Agar aap bhi ek YouTube channel create karna chahte hai to ye ek achhi baat hai lekin kya aap jante hai ki ek achha video banane ke liye aapko achhi sound quality hona jruri hai ?
ab achhi sound quality kaise aayegi ? iske liye to aapko badhiya wala mic means microphone hi istemal karna hoga lekin agar aap microphone amazon par search karenge to sasta bhi aur mahanga bhi dono milega to aap confuse ho jaenge ki yar kaun sa khridu ?
aur hm sabhi log hamesa se ye dekhte hai ki koi aisa product means mic. jo ki price me sasta ho lekin uski build quality sound quality ye sab badhiya ho to jo mic mai istemal karta hu us mic ko aap log kharid sakte hai.
Read also : Sponsorship Kya Hai? कैसे ले ? हिंदी में जानिए
mai jo mic istemal karta hu wo hai BOYA BY-M1 microphone.
Boya BY M1 Lavalier Microphone for Smartphones, Canon, Nikon DSLR Cameras and Camcorders
Ye mic bahut hi badhiya hai kyoki :-
- ye ek coller mic hai jisse fayda ye hoga ki aap apne collar me fix krke sound ko record kar sakte hai.
- isme jo wire hai uski length 20 ft hai jisse ki aap aasani se kii bhi area me mic ka istemal karte huye move kar sakte hai.
- isme jo battery lagta hai wo sirf Rs.10 rupees ka hai lekin iska backup 6 month se upar hai
- Is mic ka istemal aap multiple device me kar sakte hai , jaise ki – DSLR me , PC/ Laptop ya Smartphone me bhi record kar sakte hai.
aur sabse achhi baat ki iski price bahut hi sasta hai cheapest price hai wo hai Rs.1100 jis waqt ye post likh rha hu iski yahi price hai lekin time to time kam ya jyaada ho sakta hai.
agar aap bhi ye mic khridna chahte hai ya iske bare me aur janna chahte hai to yaha dekhe Amazon par.
i think ab to aap samajh gye honge ki YouTube Ke Liye Sabse Best Cheapest Microphone kaun sa hai?