How To Hide My IP Address ?
Friends, aaj ke is post me aapko sabse pahle ye bataunga ki aakhir IP Address ko hide karne ki jrurat kyo paregi aur fir iske baad bataunga ki aap isko kaise hide kar sakte hai matlab ki apne IP ko kaise chhupa sakte hai.
What Is IP Address ?
sabse pahle aapko ye janna hoga ki IP Address kya hota hai to iske liye maine already post likh diya hu ki IP address kya hota hai lekin short me isi post me samjha deta hu ki IP Address aapke device ka ek address hai aur ye address sabhi device jo internet se connect hote hai unke paas hota hai.
IP address se hi device ki identity hoti hai agr wo internet se connected hai to aise me abhi aap ye post read kar rahe hai iska matlab hai ki aapke device ka bhi IP Address Hoga . IP Address ka full form Internet Protocol Hota hai
Read Also : IP Address Kya Hai ? Hindi Me Explained
How To Hide My IP Address
Agar aap kisi apps ya software se IP address ko hide karenge to ho sakta hai ki aapke internet connection ka speed slow ho jayega aise me aapke liye dusra method batata hu.
- Using Software
- Using Tor Browser
- Using VPN ( Virtual Private Network)
Using Software.
Agar aap aise software jo ki aapke Operating system ke liye bana hoga to aap aise software ka istemal kar sakte hai lekin mai pahle hi bata deta hu ki aise software ka istemal karenge to aapke internet ka speed slow ho jayega fir aapko internet surf karne me maja nhi aayega isliye aap other option ko chun sakte hai .
VPN ( Virtual Private Network )
Agar aap VPN jiska full form Virtual Private Network hai uska istemal karenge to aap aaram se apne IP Address ko hide kar sakte hai jisse fayda ye hoga ki agr aapke country ke anusar koi internet website block hoga to aap asani se access kar sakte hai.
Tor Browser se IP Hide kare
Agr aap Tor Browser ka istemal karenge to ye method sabse best method hai aur ye tarika free bhi hai aise me ye method mai kahunga hi ekdam free me aap Tor Browser ko use kar sakte hai.
ab to aap samajh gye honge ki how to hide my ip address?